Forum tag
warzish
M
Smog mein walk karna theek hai ya bilkul band?
November mein AQI bohot high hai. Doctor halki walk kehte hain lekin saas kehte hain ghar mein raho. Lahore DHA / Gulberg walion — aap kya karti ho?
M
Hafta 30 ke baad bhi chalna theek hai? Saas mana karti hain.
Islamabad. Saari pregnancy mein rozana chalti rahi hoon. Ab 32 weeks mein ghar walay rest ka kehte hain. Mujhe lagta hai aur thakawat ho jati hai agar bilkul aaram karoon to.